Prarthana
Om.. Asatho maa
sadgamayaa
Tamaso Maa,
Jyothirgamaya
Mrutyo maa Amrutham
gamaya
Daya kar daan
vidhya ka, hame par paramatma dena
Daya karna hamari
aatma ko shuddhtha dena
Hamare dyaan
mein aao, prabhu aankho mein bas jao
Andhere dil
mein aa karke, param jyothi jaga dena
Baha don prem
ki ganga, dilo mein prem ka sagar
Hame aapas mein
mil jhulkar, prabhu ! rehna sikha dena
Hamara dharm
hon seva, hamara karm hon seva
Sada emaan ho
seva, va sevak jan bana dena
Vatan ke vaste
geena, vatan ke vaste marna
Vatan par jaan
fida karna, prabho! Hamko sikha dena
Om sahanavavathu
sahanau bhunakthu sahaveeryam karavaav hei
Thejasvinaavdhithamasthu,
maa vidvishava hein
Om shantihi
shantihi shantihi
Om san gachatvam
Om san gachatvam
san vadadvam, savo manasi jaantaam
Devaa bhagam
yathapurve sanjanana upasathe
Sameneevha aakuthi
samana hrudayani dha
Samanamasthu
vo manho yathava su sahasathi
Pledge
Bharat hamara
desh hein Ham sab bharatvasi bai behen hein Hamen apna desh prano se
bhi pyara hein Iski samruddhi aur vividh sanskruthi per hame garv hein
Hamen iski suyog aadhikhari banne ka prayatn sada karte rahenge Ham
apne mata pita, sikshako aur gurujano ka aadar karenge hamen pashuoo
aur apne desh aur deshvasiyon ke prathi vafhadhar rahne ki pratigya karthe
hein Unke kalyan aur samrudhi mein hein hamara such nihit hein
Jaya jana bharat
Jaya jana bharat
jan man abhimat
Jan gan tantra vidhatha (2)
Gaurav bal himalaya ujjvala
Hrudaya har ganga jal
Kati vindhyachal sindhu charan
Tal mahima sashwatha gaatha
Hare keth lehare, nad nirjar,
Jeevan shobha urvar
Vishwa karmarat koti bahu karash,
Ag nita pag duv pathpar
Prathama sabyatha gyatha, sam dvanitha gun dhatha,
Jaya nav manavtha nirmatha, satya ahimsa datha
Jaya hein, jaya hein, jaya hein, shanthi adistatha
Saraswati Vandana
Jaya jaya hein
bhagawati sur bharat, tav charanau pranamamaha
Naad brahmamayi
jaya vageshwari, sharanam the gachamaha
Twamasi sharanya
tribhuvana dhanya, sur muni vandhitha charana
Nav rasa madhura
kavitha mukhara, smitha ruchi ruchira bharana
Aasinaa bhava
manasa hamse, kunda tuhin sashi dhavale
Har jadatam
guru bodhi vikasam, sit pankaja tanu vimale
Lalita kalamayi
gyan vibhamayi veena pustaka dharani
Mathira staam
no tav padh kamala, aaye kuntha visha harini
sAre' jahAn se' achchA
- Md. Iqbal
sAre' jahAn se'
achchA hindo'stAm hamArA
hum bul bule'
hai is kee, ye' gul sitAm hamArA
parbat vo' sabse'
UnchA hum sAyA AsmA kA
vo' santaree
hamArA, vo pAs bA hamArA
go'dee me' khe'l
tee hai is kee hajAro'm nadiyA
gulshan hai
jinke' dam se', ras ke' jinA hamArA
maj hab nahee
sikhAtA Apas me' byr rakhnA
hindee hai hum,
vatan hai hindo'stA hamArA
Vande'mAtaram
- Bankim Chandra Chatterjee<
Vande'mAtaram
Vande'mAtaram,
sujalAm suphalAm
malayaja-SeetalAm
sasya-SyAmalAm mAtaram
Subhra-jyo'thsnA-pulakita-yAmineem
phulla-kusumita-drumadaLa-So'bhineem
suhAsineem sumadhura-bhAshiNeem
sukhadAm varadAm mAtaram
ho'nge' kAmyAb
Girija Kumar
Mathur
ho'nge' kAm yAb,
ho'nge' kAm yAb
hum ho'nge'
kAm yAb Ek din
ho' ho'man me'
hai vishwAs
pUrA hai vishwAs
hum ho'nge'
kAm yAb Ek din
ho'ge' shAnti
chAro'm Or
ho'gee shAnti
chAro'm Or
ho'gee shAnti
chAro'm Or Ek din
ho' ho'man me'
hai vishwAs
pUrA hai vishwAs
ho'gee shAnti
chAro'm Or Ek din
hum chale'nge'
sAth-sAth
DAl hAtho'm
me' hAth
hum chale'nge'
sAth-sAth Ek din
ho' ho'man me'
hai vishwAs
pUrA hai vishwAs
hum chale'nge'
sAth-sAth Ek din
nahe' Dar kisee
kaa Aj
nahee bhay kisee
kaa Aj
nahe' Dar kisee
kaa Aj kE din
ho' ho'man me'
hai vishwAs
pUrA hai vishwAs
nahe' Dar kisee
kaa Aj kE din
National Anthem
- Rabindra Nath Tagore
jana-gaNa-mana-adhinAyaka,
jaya he'
bhArata-bhAgya-vidhAtA
punjAba-sindhu-gujarAta-marAThA-
drAviDa-utkaLa-bangA
vindhya himAchala
yamunA gangA
uchchala jaladhi
tarangA
tava Subha nAme'
jAge'
tava Subha ASisha
mAge'
gAhe' tava jaya-gAthA
jana-gaNa-mangaLadAyaka,
jaya he'
bhArata-bhAgya-vidhAtA
jaya he', jaya
he', jaya he',
jaya jaya jaya,
jaya he'
Vijayi ishw tiranga pyara
Vijayi Vishw
tiranga pyara
janda ooncha
rahen hamara
Sada shakthi
sarsane vala, prem sudha barsane vala
veeron ko harshane
vala, matro bhoomi ka tan man sara
Aaoon pyare veeron
aaoo, rashtra dvaja par bali bali jao
ek saath sab
milkar gaao, pyara bharat desh hamara
Shaan na iski
jane paave, chaahe jaan bale hi jaaye
maanav maatr
mukth ho jaya, tab hove praan poorn hamara
Vidyalaya Geeth
Bhaarat ka swaranim
gaurav, kendriya vidyalaya la yega,
Takshshila,
nalanda ka itihaas lautkar aaega
Siksha upvan
ke naye fool,
sanskrit saritha
ke naye fool,
ham jyothi deep
jagruth prabudh
hat jao danke
dhool shool
tamaso ma jyothirgamaya,
ka mantr vishw mein chayega
Takshshila,
nalanda ka itihaas lautkar aaega
Ye vakt ki aawaaz hein
Ye vakt ki aawaaz
hein mil ke chalon
yen jindaagi
ka raaz hein milke chalon
Aaj
dil ki rangish mita ke aao
aaj bedh baav
sab bula ke aao
aazadi se hein
pyaar jinhe desh se hein prem
kadam kadam
se aur dil se dil mila ke aao
jaise sur se
mile ho raag ke
jaise shole
mil kar aag ke
jis tarah chirag
se jale charaag
vaise chalo
bhed mere tyaag ke
hamako mankii shakti denaa
hamako mankii
shakti denaa, mana vijaya kare.n
duusaro.nkii
jaya se pahale, khudakii jaya kare.n
hamako manakii
shakti denaa
bheda\-bhaava
apane dilase, saaf kara sake.n
duusaro.nse
bhuul ho to, maaf kara sake.n
jhuuTha se bache
rahe.n, sachakaa dama bhare.n
duusaro.nkii
jayase pahale, khudakii jaya kare.n
hamako manakii
shakti denaa
mushkile.n pa.De.n
to hamape, itanaa karma kara
saatha de.n
to dharm kaa, chale.n to dharm para
khudape hausalaa
rahe, sachakaa dama bhare.n
duusaro.nkii
jayase pahale, khudakii jaya kare.n
hamako manakii
shakti denaa
Ai maalik tere ba.nde ham
aise ho hamaare
karam
nekii par chale.n
aur badii se
Tale.n
taaki ha.nsate
huye nikale dam
jab zulmo.n kaa
ho saamanaa
tab tuu hii
hame.n thaamanaa
vo buraaI kare.n
ham bhalaaI
bhare.n
nahii.n badale
kii ho kaamanaa
ba.Dh uThe pyaar
kaa har kadam
aur miTe bair
kaa ye bharam
nekii par chale.n
ye a.ndheraa
ghanaa chhaa rahaa
teraa inasaan
ghabaraa rahaa
ho rahaa bekhabar
kuchh na aataa
nazar
sukh kaa suuraj
chhipaa jaa rahaa
hai terii roshanii
me.n vo dam
jo amaavas ko
kar de puunam
nekii par chale.n
ba.Daa kamazor
hai aadamii
abhii laakho.n
hai.n isame.n kamii.n
par tuu jo kha.Daa
hai dayaaluu
ba.Daa
terii kR^ipaa
se dharatii thamii
diyaa tuune
jo hamako janam
tuu hii jhelegaa
ham sabake Gam
nekii par chale.n
sAthI hAth ba.DhAnA
ham mehanatavaalo.n
ne jab bhii milakar kadam ba.Dhaayaa
saagar ne rastaa
chho.Daa parabat ne shIsh jhukaayaa
faulaadii hai.n
siine apane faulaadii hai.n baahe.n
ham chAhe.n
to paidA karade.n, chaTTAno.n me.n rAhe.n, sAthI
mehanat apanii
lekh kii rakhanaa mehanat se kyaa Daranaa
kal gairo.n
kii khaatir kii ab apanii khaatir karanaa
apanaa dukh
bhii ek hai saathii apanaa sukh bhii ek
apanii ma.njil
sach kii ma.njil apanaa rastaa nek, saathii
ek se ek mile
to kataraa ban jaataa hai dariyaa
ek se ek mile
to zarraa ban jaataa hai seharaa
ek se ek mile
to raa_ii ban sakatii hai parabat
ek se ek mile
to insaan bas me.n kar le kismat, saathii
maaTii se ham
laal nikaale.n motii laae.n jal se
jo kuchh is
duniyaa me.n banaa hai banaa hamaare bal se
kab tak mehanat
ke pairo.n me.n ye daulat kii za.nziire.n
haath ba.Dhaakar
chhiin lo apane sapano.n kii tasvIre.n, saathii
tumhii ho maataa
tumhii ho maataa,
pitaa tumhii ho, tumhii ho ba.ndhu sakhaa tumhii ho
tumhii ho saathii
tumhii sahaare, koI na apanaa sivaa tumhaare
tumhii ho nayyaa
tumhii khivayyaa, tumhii ho ba.ndhu sakhaa tumhii ho
jo khil sake
naa vo phuul ham hai.n, tumhaare charano.n kii dhuul ham hai.n
dayaa kii dRishhTi
sadaa hii rakhanaa, tumhii ho ba.ndhu sakhaa tumhii ho
Pillalara
-Telugu song
Pillallara ....
Papallara ......
Repati Bharata
pourullarra ......
Peddalike okka
dharini choope pillallara pillallara
Mee kannullo
punnami jabili unnadu.. unnadu atadunnadu
mee manasullo
devudu koluvei unnadu.. ponchunnadu
Bharat maataku
muddula papalu meerele meerele - meerele
ammaku mee pei
anteleni premele premele premele
Pillallara ....
Papallara ......
Repati Bharata
pourullarra ......
Peddalike ..
Aata utavvu sare raan - Marathi song
Aaata utau sare
raan
aata petau sare
raan
shetak yaachya
rajya saati
laau fanala
praan
kisaan majoor
utathila
kambar ladtya
kasteel
ek jutochi
masaal gheunni
petava tilahe
raan petvati la raan
koon amha adveel
koon aamha radveel
adavanak karan
yanchi
udavu daana
daan udavu daana daan
Aakash Ganga
- Gujarati song
Aakash ganga
surya chandr taara
sandhya ushara
koi na na thi
Koni
bhoomi khoni nadhi koni sagar dhara
Bheed keval
shabd aamara tamaara
Ej hasya
ej rudan aasha e nirashaa
ej maanav urmi
faan mitr baasha
megh
dhanu andar na hoy kadi jango
sundarta
kaaj vanya vivid rango